You can access the distribution details by navigating to My Print Books(POD) > Distribution
Jis tarah kisi madhur sangeet rachna ka prabhavi sanyojan sur, taal, laya, taan ityadi ke samanjasya ke bina nahi ho sakta, usi tarah safalta pane ke liye sakaratmak soch, atamvishwas, emaandari, ekagrata, utsah, madhur vaani ityadi jaise kai guno ka samanjasay jaruri hota hai.
Prastut pustak mein es baat ko samayojit kiya gaya hai ki sthayi safalta pane ke liye aapko apne andar kaun - kaun se guno ka vikas kar unka samanjasya sthapit karna hai, jisase safalta ki raah aasan ho sake.
Currently there are no reviews available for this book.
Be the first one to write a review for the book SAFALTA KE SUR.