You can access the distribution details by navigating to My Print Books(POD) > Distribution
kitna chhota-sa shabd hai 'bhraman' ! parantu, yadi nazadeek se dekha jaaye to, is chhote-se shabd ke bade mayne saamne aate hain । har ek prani 'bhraman' karta hai । chahe vah jeev-jantu ho ya fir manushy । uski yatra vah kis prkar se tay karta hai ? use marg me kaun-kaun milte hain ? kis prkar vah prani ek bindu se apni yatra aarambh karke apni manzil ko pata hai ? kis prkar vibhinn margo ko apnata hai ? in sabhi prashno ke uttar hum is pustak ke madhyam se khojne ka pryatnn karenge । aasha karti hoon ki is pustak ke madhyam se aap apni 'swayam ki 'yatra' khojne me saksham ho । meri sampoorn koshish rahegi ki apko apki 'yatra' samjh aa jaaye । atah aap sabhi ki 'yatra' mangalmay ho ।
Currently there are no reviews available for this book.
Be the first one to write a review for the book Bhraman.