Mai evam meri wife sushma "रिसते रिश्ते बिखरते परिवार" kitab ko lagatar 3 ghante computer screen ke samne baith kar padh dali. aisa laga ki 3 hrs ke movie dekhkar uthe hai. 3 hrs me 10 salo ka ghatnakram aankho ke samne tarotaja ho gya.puri ghatnakram ko bakhubi jorkar kafi rochak andaj me prastut kiya gaya hai.aage kya hua hoga ise janane ki ichha barabar barkarar rahti hai.bich-bich me nitipurn bate kaphi kuch sichha deti hai.kuch maghi bhasa ka prayog ise atmiyata pradan karti hai.
es book ko jarur hard copy publish kiya jana chahiye .
kitab ke anusar talak ko kanuni jama pahnaya ja sakta hai, kintu dono pachho me sahmati muskil hogi.phir bachcho ke batwara ko lekar bhi muskil hogi.
kisi kahani ka ant ham apni kalpna se kar to sakte hai.lekin bidhata ke phaisala me bhinnta ho sakti hai.samay sabse balwan hai.
YE BOOK SABHI COUPLE KO EK BAR JARUR PADHNI CHAHIYE.
YE BOOK SAMAJ KO EK NAI DISHA DEGI. PATI- PATNI KE PYAR KO AUR PRAGARDH KAREGI.YE TUTTE RISTE KO JOREGI, JO NAHI JUR SAKTA USE SAHI RAH DIKHAYEGI.
उपन्यास बहुत अच्छा लगा ! पढ़ने से पहले ऐसा लग रहा था कि ये कैसा होगा जब मैंने पढ़ना सरू किया तो मुझे आगे पढ़ने की उत्सुकता बदती गयी ! मुझे पढता देख मेरी पत्नी को भी इंटरेस्ट आने लगा और उन्होंने तीन घंटे मे पूरा उपन्यास पढ़ डाला ! जो इस उपन्यास की रोचकता को बताता है ! मुझे उम्मीद है कि यह समाज को एक मेसेज देने मे अवश्य सफल रहेगा !
Re: रिसते रिश्ते बिखरते परिवार (e-book)
Wonderful novel which have many positive things in a negative issue. It may be guidance to our society and family. It is written in such interesting way that i could not leave reading till the last. Very good novel.I recommend it to every one.