You can access the distribution details by navigating to My Print Books(POD) > Distribution
"Kuch khamoshiyan sirf khamosh nahi hoti... unke andar ek aisa ankaaha shor hota hai jo rooh ko hila kar rakh deta hai.
School ke sunehri dinon se lekar college ki dehleez tak, aur wahan se nikal kar corporate corridors (office ki duniya) ke ankahe imtihaanon tak, Shreya ka yeh safar ek aisi ladki ki kahani hai jisne parivaar ki bandishon aur sapno ke beech khud ko talaasha hai.
Jab apno ka saath chhutne lage aur dil ke kisi kone mein koi apna hi dard de jaaye, toh kya Shreya apne jasbaaton ke is shor ko sambhal paayegi? Padhiye ek jazbaati dastaan — Khamoshiyan Bezuban Shor."
Currently there are no reviews available for this book.
Be the first one to write a review for the book Khamoshiyan Bezuban Shor.