You can access the distribution details by navigating to My Print Books(POD) > Distribution
Kuch kahaniyan sawaal bankar shuru hoti hain... Aur jawab bankar dil mein bas jaati hain
"Tu Paheli, Main Jawab" ek aisi mohabbat ki kahani hai, jahan do ajnabi bina mile hi ek-doosre ke sabse kareeb aa jaate hain |
Unki har baat ek paheli hai... Har ehsaas ek sawaal... Aur har jawab mein bas ek hi naam chhupa hai
Yeh kahani sirf pyaar ki nahi, balki un ankhe jazbaaton ki hai jo shabdon mein nahi, ehsaason mein jeete hain
Kya har paheli sach mein sulajhti hai? Ya kuch jawab sirf mehsoos kiye jaate hain...
Agar aapne kabhi kisi ko bina dekhe, sirf mehsoos karke chaha hai... To yeh kahani kahin na kahin aapki bhi hai
Currently there are no reviews available for this book.
Be the first one to write a review for the book Tu Paheli Mein Jawab.